Ya Nabi Salam Alaika Lyrics

Ya Nabi Salam Alaika Lyrics

Ya Nabi Salam Alaika is a heartfelt naat expressing love and reverence for Prophet Muhammad (peace be upon him). The lyrics beautifully praise the Prophet and seek blessings upon him. Sung by renowned naat khawans Hiba Muzammil Qadri, Sarwar Hussain Naqshbandi, Syed Zabeeb Masood, and Khalid Hasnain Khalid, the naat invokes feelings of devotion and gratitude towards the beloved Prophet.

With its soul-stirring melody and powerful words, “Ya Nabi Salaam ‘Alaika” serves as a poignant reminder of the Prophet’s enduring legacy and teachings.

Ya Nabi Salam Alaika Lyrics

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Rahmato.n ke taaj waale
Do-jahaa.n ke raaj waale
‘Arsh ki me’raaj waale
‘Aasiyo.n ki laaj waale

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Dil ko raas bhi tumhi.n ho
Gam-shanaas bhi tumhi.n ho
Dil ki aas bhi tumhi.n ho
Dil ke paas bhi tumhi.n ho

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Tala’al-badru ‘alaina
Min saniyyatil-wadaa’i
Wajaba-shshukru ‘alaina
Maa da’aa lillahi daa’i

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Jaan kar kaafi sahaara
Le liya hai dar tumhaara
KHalq ke waaris ! KHuda-ra
lo salaam ab to hamaara

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Az-tufail-e-Gaus-e-aa’zam
Baadshaah-e-har-do-‘aalam
Sadqa-e-imaam-e-aa’zam
door ho.n sabhi ke ranj-o-Gam

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Teri justujoo me.n jeena
Teri aarzoo me.n marna
Yahi meri zindagi hai
Yahi meri bandagi hai

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Zindagi hai un ka sadqa
Bandagi hai un ka sadqa
Raushni hai un ka sadqa
Har KHushi hai un ka sadqa

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Poet:
Khwaja Muhammad Akbar Warsi and Others

Naat-Khwaan:
Hiba Muzammil Qadri
Sarwar Hussain Naqshbandi
Syed Zabeeb Masood
Khalid Hasnain Khalid

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

momino waqt-e-adab hai
aamad-e-mahboob-e-rab hai
jaa-e-aadaab-o-tarab hai
aamad-e-shaah-e-‘arab hai

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

badliyaa.n rahmat ki chhaai.n
boondiyaa.n rahmat ki aai.n
ab muraade.n dil ki paai.n
aamad-e-shaah-e-‘arab hai

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

aane waala hai wo pyaara
dono ‘aalam ka sahaara
kaa’be ka chamka sitaara
aamad-e-shaah-e-‘arab hai

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

aamina bibi ka jaaya
baarahwi.n taareeKH aaya
sub.h-e-saadiq ne sunaaya
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

uTho, aaya taaj waala
‘arsh ki aankho.n ka taara
sab kaho, ai maah-e-tayba
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

nooh ke tum naa-KHuda ho
KHalq ke mushkil-kusha ho
sab ke tum haajat-rawa ho
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

baKHsh do meri KHataae.n
door ho.n Gam ki ghaTaae.n
bhej do apni ‘ataae.n
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

jaan nikle is tarah par
aap ka dar ho, mera sar
saamne ho qabr-e-anwar
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

jaa.n-kani ke waqt aana
kalima-e-tayyab sikhaana
chehra-e-anwar dikhaana
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

ai shafi’-e-roz-e-mehshar
hai.n siyaah ‘isyaa.n se daftar
Gaus ka sadqa, karam kar
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

ai shahanshaah-e-risaalat
hai.n yahaa.n jo ahl-e-sunnat
taa-abad sab par ho rahmat
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

deen ka ho bol-baala
sunniyo.n ka ruKH ujaala
dushmano.n ka munh ho kaala
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

baani-e-mehfil ki, aaqa
iltija maqbool farma
poori ho har ik tamanna
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika

is Jameel-e-Qadri par
ho karam, mahboob-e-daawar
chashm-o-dil kar do munawwar
salawaatullah ‘alaika

ya nabi salaam ‘alaika
ya rasool salaam ‘alaika
ya habeeb salaam ‘alaika
salawaatullah ‘alaika


Poet:

Maulana Jameel ur Rehman Qadri

Naat Khwaan:
Owais Raza Qadri

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Do-jahaa.n ke aap waali
Aap ke ausaaf ‘aali
Aap ki seerat niraali
Dijiye ‘ishq-e-bilaali

Ya Habeebi ! Ya Muhammad !

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Mere Maula ! Mere Sarwar !
Aap aa’la, aap bar-tar
Keh rahi hai Soorah-e-Kausar
Aap ka dushman hai abtar

Ya Habeebi ! Ya Muhammad !

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Aap hai.n Yaaseen-o-Taaha
Mere Aaqa ! Mere Shaaha !
Ho gaya tabdeel qibla
Aap ne jis tarah chaaha

Ya Habeebi ! Ya Muhammad !

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Sayyidu-shshabaab-e-Jannat
Aap ke pyaare Nawaase
Waasita Zahra ka, Aaqa !
Bhar hi de.n hamaare kaase

Ya Habeebi ! Ya Muhammad !

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

‘Arz karta hai ye Naazish
Kijiye Aaqa Nawaazish
Deed ki paau.n masarrat
Gam kare.n na koi saazish

Ya Habeebi ! Ya Muhammad !

Ya Nabi Salaam ‘Alaika
Ya Rasool Salaam ‘Alaika
Ya Habeeb Salaam ‘Alaika
Salawaatullah ‘Alaika

Shayar:
Muhammad Haneef Nazish Qadri

Naat Khwaan:
Sayed Zabeeb Masood

Ya Nabi Salam Alaika Lyrics​ With Video

Ya Nabi Salam Alaika Lyrics​ in Hindi

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

रहमतों के ताज़ वाले
दो जहाँ के राज़ वाले
अर्श की मेराज़ वाले
आसियों की लाज़ वाले

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

दिल को रास भी तुम्हीं हो
ग़म-शनास भी तुम्हीं हो
दिल की आस भी तुम्हीं हो
दिल के पास भी तुम्हीं हो

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

तला’अल-बदर अलैना
मिन सनिय्यतिल-वदाई
वजब-श्शुक्रु अलैना
मा दाआ लिल्लाहि दाई

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

जान कर काफ़ी सहारा
ले लिया है दर तुम्हारा
ख़ल्क़ के वारिस! ख़ुदा-रा
लो सलाम अब तो हमारा

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

अज़-तुफ़ैल-ए-ग़ौस-ए-आज़म
बादशाह-ए-हर-दो-‘आलम
सद्क़ा-ए-इमाम-ए-आज़म
दूर हों सभी के रंज-ओ-ग़म

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

तेरी जुस्तुजू में जीना
तेरी आरज़ू में मरना
यही मेरी ज़िंदगी है
यही मेरी बंदगी है

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

ज़िंदगी है उन का सदक़ा
बंदगी है उन का सदक़ा
रौशनी है उन का सदक़ा
हर ख़ुशी

है उन का सदक़ा

या नबी सलाम अलैका
या रसूल सलाम अलैका
या हबीब सलाम अलैका
सलावातुल्लाह अलैका

कवि:
ख्वाजा मुहम्मद अकबर वारसी और अन्य

नात-ख़्वान:
हिबा मुज़म्मिल कादरी
सरवर हुसैन नकशबंदी
सैय्यद ज़बीब मसूद
खालिद हसनैन खालिद

Leave a Comment